Sunday, 24 May 2020

Love Shayari In hindi | Hindi mai Likhi Shayari

तुम पूछ लेना सुबह से, न यकीन हो तो शाम से
ये दिल धड़कता है तेरे ही नाम से।




मैं लव हूँ पर मेरी बात तुम हो,
और मैं तब हूँ जब मेरे साथ तुम हो।

तू चाँद मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशिया हमारा होता।
लोग तुझे दूर से देखा करते और
सिर्फ पास रहने का हक हमारा होता।

जब खामोश आँखों से बात होती है,
तो ऐसे ही मोहब्बत की शुरुआत होती है,
तेरे ही ख्यालों में खोये रहते हैं,
न जाने कब दिन और कब रात होती है।

अपना बनाकर हमें अपनी आग़ोश में भर लो,
होंगे नहीं कभी जुदा हम आज ये वादा कर लो,
बिखर जाएंगे तुमसे अगर जो दूर हो गए,
कल हो सके न हो सके आज चंद बातें कर लो


तुम्हारा आगोश देता है सुकून-ए-इश्क़ मुझको,
ज़िन्दगी भर अपनी बाहों में यूँही क़ैद रखना मुझे

आपकी यादों के साये में गुज़रता है ज़िन्दगी का सफ़र,
आपके ही ख्यालों के रंगों के दायरे में जो रहते हैं सदा।

बक्शा है मुझे हुस्न आपकी आँखों ने,
आप ही तो लेकर आये हो मुझे इस गुरूर-ए हद तक

Saturday, 23 May 2020

Collection of Picture Shayari with Text | Love Shayari

Love Shayari In Hindi:

Koi itna Chahe Tumhe to batana,
Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana,
EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse,
Koi Hamari tarah kahey to batana



Love Shayari : Teri Chahat Shayari


Maine Diye Jalaye Ujale K Liye Par
Andhero Ka Saya Bahut Gehra Tha….
Need Na aayi meri aankho me kabhi
Is kadar teri chahat meri aarzoo me thehara tha…



Meri Mohabbat Hai woh,
Koi Majboori to nahi.
Woh mujhe chahe
Ya mil Jaye Jaruri to nahi.


Haqiqat Mohabbat Ki
Judai hoti hai
Kabhi kabhi pyar Main
Bewafai Hoti Hai
Humari Taraf Hath badhakar to dekho
Dosti Mai kitni sachchai hoti hai


Fiza me mehakti shaam ho tum,
Pyaar me jhalakta jaam ho tum,
Seene me chupaye feerte hain hum yaadein tumhari,
Isliye meri zindagi ka dusra naam jo tum….



Hindi Shayari,Best shayari,Lovepicture shayari,Images Shayari
Love Pictures
Hindi Love Sms:

Jab jab mein leta hun saans tu yaad aati hai,
Meri har ek saans me teri khushbu bas jaati hai,
Kaise kahoon tere bina mein zinda hun,
Kyunki har saans se pehle teri khusbu aati hai…



Kuch Rishte Anjane me hi ho Jaate hain,
Pehle Dil fir Zindagi se jur jaate hain,
Kehte hain us Dour ko Pyaar,
Jisme log Zindagi se bhi pyaare ho jaate hain…



Love Romantic Miss You Message:

Barsaat aaye aur zameen geeli na ho,
Dhoop nikley aur sarson peeli na ho,
Ye aap ne kaese soch liya ke,
Aap ki yaad aaye aur aap ke mobile per,
Hamara sms na ho 


Umar Raftaar se Guzar Jaye
To Achcha Hota
Waqt ek baar teher Jaye 
to Achcha Hota
Mera Dil yun bhi Tere kadmo Mai bikher Gaye hai
Ke tu Isey Jodkr jaata To Achcha Hota


Duniya Mai hoti na mahobbat to
Raab se rusva na koi hota
Mohabbat Mai di h jaan jinhoney
Shayad duniya Mai unka bhi koi Ni hota

Yaadon mein itni gehrayi kyu hai
Muskurate huye chehron pe tanhai Kyu hai 
Is duniya ki bheer mein kho Gaye Hain phir bhi
Sochun mujhe aaj bhi Teri yaad aayi kyun hai


ShArE It On FaCeBoOk


Friday, 22 February 2013

Best Sms|2013 collection


A lovely thought:

"Death is not the greatest loss in life"
"The greatest loss is when relationship dies between two people while they are still alive"..
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Dub jati H kastiyan jb ate Hai tufan,
Yaden reh jati Hai bichad jate h insan.
Yad rakhoge to bahut karib paoge,
Bhul jaoge to beta bahut maar khaoge
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Latest News from Hell:
Osama the newcomer in hell was ragged by his senior
"Sadam Hussain"..

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
:: Hindi Love sms ::

Ishq me aise arma bhi hote hain,
Khuli ankhon me bhi khwab hote hain.
Gam me hi ashq behte hain,
Par hansti ankhon me bhi shailab hote hain.


----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Muskan Ka Koi Mol Nahi Hota,
Kuchh Rishto Ka Tol Nahi Hota,
Dost To Mil Jate Hai Har Raste Par,
Lekin Har Koi Aapki Tarah ~``Anmol``~ Nhi Hota.!!
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Phool Se Pahle Khushbu Ko To Dekho,
Karne Se Pahle Kaam Ko Dekho,
Kisi k Roop Me Diwana Na Bano,
Surat Se Pahle Uske DiL Ko To Dekho.!!
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Zindagi" me ek baat hamesha yaad
rakhna.
kisi ke saath "Pyar me mazak" zarur kar
lena
Lekin kabhi kisi ke sath
"mazak me pyar" mat karna. Its Realy Hurts
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki,
Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki,
Beshak apni manzil tk jana h,
Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki..
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai?

Mummy : Issme pyara sa Baby hai.

Baccha : Itna pyara tha to khaya kyu ussko?
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Missing you gets easier every day
because even though it’s one day
further from the last time we saw each other and
it's one day closer
to the next time we will meet.

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------





ShArE It On FaCeBoOk

Funny Sms Collections| Latest Sms Collection 2013

Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.

______________________________________________________________________________________


Santa was standing in sun on a hot sunny day.
Banta asked: What are you doing?
Santa: Drying sweat


______________________________________________________________________________________

Santa & Banta got tired of mobile & decide 2 use pigeons. 1day a pigeon reaches Banta without message. Angry Banta calls Santa!
Santa: Oye, this was a missed call.

______________________________________________________________________________________

Q: Why was Santa writing the exam near the door?
A: Because it was an entrance exam.

______________________________________________________________________________________

Monday, 18 February 2013

Funny Sms Collection|hindi Funny Sms


Smart hone ki sabse badi
problam....
.
.
.
.
Sari ladkiyo ko lagta ki iski to
pahle se hi girlfrnd hogi :-)
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Unko kya pata isee vajah se aaj tak
single hu mai.....:-(:"(
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ultimate Bezzatti :-D
..
Gf: Janu kya main tumhare sapnon me aati hu.

Bf: Nahi.

GF: Kyun?
.
.
..
..
.
.
.
.
.
...
.
.
.
.
.
BF: Main"hanuman chalisa"padh kar sota hu.=D
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ek bar engineering ke sabhi Professores ko
ek plane mein bithaya gaya..
Fir announce kiya gaya ki
“YE PLANE APKE STUDENTS NE BNAYA HAI”
Sab profesrs utar gaye…
Par principal baithe rahe
Logo ne pucha: Aapko Darr nahi lgta?
Principle: Muje apne studnts par pura bharosa hai.
Ye start hi nahi hoga!!
:-D ;-)

ShArE It On FaCeBoOk

Sad Sms Hindi 2013|New Sad Sms Collection

SAD Girl



Tamanna se nahi tanhai se darte hain,
Pyaar se nahi ruswai se darte hain,
Milne ki chahat to bahot hai par,
Milne ke baad judai se darte hain…

ShArE It On FaCeBoOk

Sunday, 17 February 2013

New Sad Sms 2013|Best Sad Sms Collection


Toot jaaye na bharam honthon ko hilaoon kaise ,
Haal jaisa bhi hai logon ko sanaun kaise,
Wo agar rulata hai mujhe to rulaye jee bhar ke,
Meri aankhein hain wo mein usko rulaoon kaise…

ShArE It On FaCeBoOk

Best Funny Sms|collection 2013


Ek ladke ne ldki ko i luv bola.

ldki ne inkaar kr diya

ldka 30 dino tk ldki ke ghar ke bahar khda rha

31 ve din ladki aakr boli,"i love u.

.
.
.
ladka bola,"chl hatt teri padosan set ho gyi. :p :D ;)

ShArE It On FaCeBoOk

Best Funny Sms|2013 Sms Collection


Arranged Marriage -

Rs.6,00,000 Shadi
Rs.4,00,000 jewellry
Rs.50,000
Shadi ki Rasme
total
Rs.10,50,000
.
.
Love Marriage -

Rs.100 ka Stamp paper
Rs.20 Notary
Rs.50 ki Varmaala
Rs.20 ka Photo
Total Rs.190
Paisa apka
Pasand apki
Faisla apka

jago grahak jago
lover k sath bhago :P :D

ShArE It On FaCeBoOk

Best Funny SMs|2013 sms collection


Height of gawarpan..
.
.
.
Boy:"kya tum facebook use karti ho.. ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:"nahi mai bachpan se hi gori hu... :p :O
Ye To lol Ho GYa

ShArE It On FaCeBoOk

Saturday, 16 February 2013

Good Night MSg|Hindi Msg 160 Words





Good Morning Message:


Kisi k PAs WQt Nhi Kisi ke Jawab Ka.
Zindgi Lage Jaise Koi sawal Ho hisa Ka.
Dastak k LiYe Maf krna,
MaksAd Tha Puchhna Ki KYa Hal Hi "AppKa"
GoOD MornIng -:)

ShArE It On FaCeBoOk

Happy Valentines Day Love Shayari 2013 | Shayari on Happy Valentines Day 2013


THODA SOCHA H HMNE …
THODA jANA H HMNE…
MUSHKIL SE MGAR PHCHANA H HMNE…
kOI AAP JAISA NA THA NA HOGA…
ISLIYE DOST AAPKO MANA H HMNE
Happy Valentines Day
---------------------------------------------------------------------------------------
HAR YADO ME USI kI YaAD REHTI H.
MERI ANKHO kO USI kI TLASH RHTI H.
kUCH tUM b DUA kRO YARO.
SUNA H DOSTO kI
DUA M fARISHTO kI fRIYAD hOTI H
Happy Valentines Day

---------------------------------------------------------------------------------------Meri Ankhu’n M Tera Aks Khooda Khair Kray
Tapty Sehra Mai Koi Shks Khooda Khair Kray
Tery Wajud Se Meri Ruh Moutter Tahiri
Dil Ka Her Tar Kray Rqs Khooda Khair Kray
Happy Valentines Day


---------------------------------------------------------------------------------------Phul bnkar muskrana zindgi,
muskurake goom bhulna zindgi,
jeet kr koi khus ho to kya hua,
har kr khusiya mnana bhi zindgi…
Happy Valentines Day



 ---------------------------------------------------------------------------------------
ShArE It On FaCeBoOk

Friday, 15 February 2013

Best Love Shayari in Hindi | Picture Shayari

 Teri dhadkan se zindgi ka rishta hai mera,
Tu ek ahem hissa hai zindagi ka mera,
Ye mohabbat tujhse sirf lafzo ki nahi,
Teri ruh se ruh ka rishta hai mera.



Rona padta hai ek din muskurane ke baad..
Yad aate hain wo dur jane ke baad..
Dil to dukhta hee hai uske liye..
Jo apna na ho sake itni mohabat jatane ke baad…






Roth Jate Ho To Kuch Aur Haseen Lagte Ho
Hum Ne Ye Soch Ke Hi Tum Ko Khafa Rakha Hai.



ShArE It On FaCeBoOk

Tum jo rootho to kuch bhi karke manaayen tumko | Urdu Love Shayari In Hindi

Nazar se nazar ko milao nazar ka aitbar karo,
Hum tum se sanam, tum hum se pyaar karo,

Tum jo rootho to kuch bhi karke manaayen tumko,
Hum jo pal bhar ko jayen to tum intizaar karo..


ShArE It On FaCeBoOk

Tuesday, 12 February 2013

Bewafa shayari|hindi Shayari|new shayari


Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi
Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hain
Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai
Hum To Intezar Karte Rehte Hain…

ShArE It On FaCeBoOk

bewafa shayari|hindi Shayari| Hindi English Word shayari


Duniya Jise Neend Kehti Hai ,
Na Jaane Wo Kya Cheez Hoti Hai,
Aankheon To Hum Bhi Band Karte Hain,
Par Wo To Unse Milne Ki Tarkeeb Hoti Hai,
Hum Neend Ke Shouqin Jyada To Nahi,
Lekin Kuch Khwab Na Dekhe To Guzara Nahi Hota…

ShArE It On FaCeBoOk

Dard shayari|hindi shayari 160 words

Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,

Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,


Zindgi me kya koi kasar baaki thi,

Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…

ShArE It On FaCeBoOk

Boys Rocks Facebook Status 2013

Define Girls!!
The 1 who
b4 goin out for a party,
facial,
bleach,
waxing,
hair cuting/straighting,
threading,
toning,
scrubing,
moisturhng,
done
&
put on
lipstick,
lipgloss,
lipliner,
perfume,
body toner,
body lotion,
eye liner,
eye shadow,
eye maskara,
foundation,
face powder,
rings,
bracelet,
neckless,
nail paint,
party dress,
Sandle,
Purse and
says: yaar jalde ki bajah se kuch kar nahe payi
Define boy!!
The one who b4 goin to party calls his frnd & ask :
“bhai, tu naha k aayega kya?”
Frnd reply: chal be tere bap ki baraat hai kya..
Boys alwayz rocks… :D


ShArE It On FaCeBoOk

Monday, 11 February 2013

2 line shayari in hindi

Aye Mohabbat, Tujhe Paane Ki Koi Raah Nahi
Tu To Use Hi Milegi, Jise Teri Parwah Nahi..!!

ShArE It On FaCeBoOk

Valentines Day Shayari in Hindi And English 2013

Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi..,
Varna Kabki Maut Ki Aagosh Me So Jati Ye Zindagi.
Laut Aao K Aapke B’gair Ek Lamha Nahi Kat Ta
Bin Aapke Kuch Bhi Accha Nahi Lagta…

HappY  Valentines Day
---------------------------------------------------------------------------------

Kabhi Ajnabee Se Milay The,
Fir Yhonhi Miltay Chale Gaye,
Hum to Aapko Dost Bananewale The Magar
Aap To Hamare Dil Ki Dhadkan Banthe Chale Gaye
ApPiIe Valentine’s Day
----------------------------------------------------------------------------
love is like playing the piano.
First you must learn to
play by the rules,
then you must forget the
 rules and lay from your heart.Happy Valentines Day
---------------------------------------------------------------------------------
Set the tone for Valentine's Day with a beautiful text message that oozes romance and charm and makes for an excellent start of a romantic day.---------------------------------------------------------------------------------
Being deeply loved by someone gives you strength, while loving someone deeply gives you courage

--------------------------------------------------------------------------------- Love is not finding someone to live with; It's finding someone you can't live without 
---------------------------------------------------------------------------------
Love is like playing the piano.
First you must learn to
play by the rules,
then you must forget the
 rules and lay from your heart.Happy Valentines Day

ShArE It On FaCeBoOk