Collections of Love Shayari,Sad Shayari,Poems,Poetry,Urdu Shayari,Sms,Judaii Shayari,I miss You Poems,Love Sonnets,Hindi shayari And much more...
Showing posts with label Hate poetry. Show all posts
Showing posts with label Hate poetry. Show all posts
Sunday, 30 September 2012
Thursday, 27 September 2012
Thursday, 20 September 2012
Bade aache lagte hai
♥Bade aache lagte ho..♥
Tum muje bade aache lagte ho,
Hai chahne vale bahut, lekin,
Tum muje bade aache lagte ho,
Yeh baat-baat pei kho jana,
Kuch kehte-kehte ruk jana,
Tum muje bade aache lagte ho,
Vo tumhara mujse nazar milana,
Aur fhir pyar se nazar zukana,
Tum muje bade aache lagte ho,
Jab se dekha hai maine tum ko,
Tabse mera dil kehta hai ki,
Tum muje bade aache lagte ho,
Tumhi ho meri zindgi,aur,
Tumhi layi ho meri zindgi mei khushiya,
Tum muje bade aache lagte ho..bade aache lagte ho
ShArE It On FaCeBoOk
Wednesday, 5 September 2012
Sunday, 5 August 2012
Na Jane Kyu Har Shaam Udaas Si Ho Gayi Hai
Na Jane Kyu Har Shaam Udaas Si Ho Gayi Hai
Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
Bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
Jis pal se maine jeene ki khwahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujhse naraz si ho gayi hai.
Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi
Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi..
Mujh ko rula kar vo bhi roya to hoga,
Mooh aansuon se usne bhi dhoya to hoga,
Agar na kiya hai hasil kuch humne pyar mein,
Kuch na kuch usne bhi khoya to hoga.
Mooh aansuon se usne bhi dhoya to hoga,
Agar na kiya hai hasil kuch humne pyar mein,
Kuch na kuch usne bhi khoya to hoga.
| मुझ को रुला कर वो भी... |
मुझ को रुला कर वो भी रोया तो होगा, मूँह आंसू से उसने भी धोया तो होगा, अगर ना किया है हासिल कुछ हमने प्यार मे, कुछ ना कुछ उसने भी खोया तो होगा. |
Subscribe to:
Posts (Atom)





