Sunday, 5 August 2012

Na Jane Kyu Har Shaam Udaas Si Ho Gayi Hai


Na Jane Kyu Har Shaam Udaas Si Ho Gayi Hai
Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
Bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
Jis pal se maine jeene ki khwahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujhse naraz si ho gayi hai
.


Khone Se Darte Hain

        
                  Khone Se Darte Hain....
Tanhayion se nahin hum mehfil se darte hain
duniya se nahin hum khud se darte hain
yun to bahut kuchh khoya hai humne
na jaane kyun tumhe khone se darte hain

                  खोने से डरते है...

तन्हाईयो से नही हम मेहफिल से डरते है
दुनियाँ से नही हम खुद से डरते है
यूँ तो बहुत कुछ खोया है हमने
ना जाने क्यो तुम्हे खोने से डरते है

Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi

       
 


Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi..


Mujh ko rula kar vo bhi roya to hoga,
Mooh aansuon se usne bhi dhoya to hoga,
Agar na kiya hai hasil kuch humne pyar mein,
Kuch na kuch usne bhi khoya to hoga.


मुझ को रुला कर वो
भी...

मुझ को रुला कर वो भी रोया तो होगा,
मूँह आंसू से उसने भी धोया तो होगा,
अगर ना किया है हासिल कुछ हमने प्यार मे,
कुछ ना कुछ उसने भी खोया तो होगा.

Aaye The Zindagi Me Wo.....

                Aaye The Zindagi Me Wo.....

Aaye the zindagi me wo bahar banke

Chha gaye the hum par wo karar banke
Par de sake na sakun is DIL ko kabhi
Yaadon me hamare ghulte gaye wo zehar banke



            

आये थे ज़िन्दगी मे

आये थे ज़िन्दगी मे वो बहार बनके
छा गये थे हम पर वो करार बनके
पर दे सके ना सकुन इस दिल को कभी
यादो मे हमारे घुलते गये वो ज़हर बनके